17/07/2020

Apna Time Aayega Lyrics – Gully Boy | Apna Time Aayega- Ranveer Singh and Alia Bhatt DIVINE & Ankur Tewari | Download Apna Time Aayega MP3

Lyricsworld37 is a searchable lyrics database featuring 1000000+ song lyrics from 20000 artists. Use Lyricsworld37 to find your favorite song

Apna Time Aayega song  Lyrics – Gully Boy


Kon bola! Mujhse na hopayega
Kon bola, kon bola
Apna time aayega
Uth ja apni raakh se
Tu ud ja ab talaash mein
Parwaaz dekh parwaane ki
Aasmaan bhi sar uthaayega
Aayega Apna Time Aayega
Mere jaisa shaana lala tujhe na mil paayega
Yeh shabdon ka jwaala meri bediyyan pighlayega
Jitna toonay boya hai tu
Utna hi toh khayega
Aisa mera khwaab hai jo
Darr ko bhi satayega
Zinda mera khwaab
Kaise tu dafnayega
Ab hauslay se jee ne de
Ab khauf nahi hai seene mein
Har raastay ko cheerengay
Hum kaamyabi chheenengay
Sab kuch mila paseenay se
Matlab bana ab jeene mein
Kyon?
Kyon Ki apna time aayega,
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta le kar jaayega?
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta le kar jaayega?
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta le kar…
Kisi ka haath Nahi tha sar par
Yahan par aaya khud ki mehnat se main
Jitni taqat kismat mein nahi
Utni rehmat mein hai
Phir bhi ladka sehmat nahin hai
Kyon Ki hairat nahin hai
Zaroorat yahaan marzi ki aur
jurrat ki hai
Taakat ki hai
Aafat ki
Himaakat ki
Ibaadat ki
Adaalat yeh
Hai chahat ki
Mohabbat ki
Amaanat ki hai
Jeetnay ki ab
Aadat ki hai
Shauhrat ki ab
Laalach nahin hai
Tere bhai jaisa koi
Hardich nahi hai
Iss Harkat ne hi
barkat di hai, kyon?
Kyunki apna time aayega,
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta le kar jaayega?
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta le kar jaayega? (x2)
Kya tu nanga hi toh aaya tha
Kya tu ghanta le kar jaayega.
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega na
Apna time aayega na
Tu nanga hi toh jaayega na!
.............................................................................
Song Credit:
Singers: Ranveer Singh & DIVINE
Music: Dub Shsrma & DIVINE
Lyricist: DIVINE & Ankur Tewari
Movie: Gully Boy

No comments:

Post a Comment