12/06/2020

Aithey Aa Lyrics – Bharat | Salman Khan & Katrina Kaif |Vishal & Shekhar ft Akasa Singh, Neeti Mohan, Kamaal Khan

Lyricsworld37 is a searchable lyrics database featuring 1000000+ song lyrics from 20000 artists. Use Lyricsworld37 to find your favorite song


Aithey Aa Lyrics - Bharat

Hand pump nal balma
Haathe da nal balma
More angna mein lagvaay
Kuvein se paani na bharvaay
Kuvein se paani na bharvaay

Chhat tapp ke aavaangi
Tennu phad ke javangi
Tujhpe nazar ab lock ho gayi meri

Hadd ho gayi decency ki
Gal ho gayi urgency ki
Bahut hui distance teri meri

Kadi te closer aa
Main tere heart nu touch kar na
Ye jattni peeche nahi hattni
Tu ik din mera hi hona…

Ho aithey aa
Ho aithey aa
Hand pump nal balma
Haathe da nal balma
More angna mein lagvaay
Kuvein se paani na bharvaay (x2)

Kuvein se paani na bharvaay…
Ho aithey aa!
Yoon har kahin
Toofan hai macheya
Kyun aafat kabhi
Kabhi aag ka dariya tu

Pehli dafa
Ye style tera jaana
Tha nahi pata
Ye time bhi hai aana

Kahe tu closer aa
Ye iss pal ho hi nahi sakta

Ke jattni peeche nahi hattni
Tu ik din mera hi hona…

Ho aithey aa
Ho aithey aa
Ho aithe aa
Market se ek rose la doon
Ghar pe tere har roz la doon
Chhad nakhre bas finally haan kar de

Aur phir closer aa
Main tere heart nu touch kar na
Ye jattni peeche nahi hattni
Tu ik din mera hi hona

Ho aithey aa
Ho aithey aa
Ho aithe aa
Hand pump nal balma
Haathe da nal balma
More angna mein lagvaay
Kuvein se paani na bharvaay

Ho aithey aa!
..............................................................................................................................
Singer: Kamaal Khan, Neeti Mohan & Akasa Singh
Music: Vishal - Shekhar
Lyricist: Irshad Kamil
Movie: Bharat 

Zinda Lyrics – Bharat | Salman Khan | Julius Packiam & Ali Abbas Zafar ft. Vishal Dadlani

Lyricsworld37 is a searchable lyrics database featuring 1000000+ song lyrics from 20000 artists. Use Lyricsworld37 to find your favorite song


Zinda Lyrics from Bharat

Khaak se bana hoon main
Khaak hi ban jaunga
Seene mein leke aag main
Waqt se ladh jaunga

Khaak se bana hoon main
Khaak hi ban jaunga
Seene mein leke aag main
Waqt se ladh jaunga

Dil ke bhawar mein hai dooba
Mera safeena, haan safeena

Oho… Dua hai meri rab se ki
Thaame mujhko yunhi rehna
Yunhi rehna, rehna!

Zinda hoon main tujhme
Tujhme rahoonga zinda
Tod ke sab zanjeere
Main azad parinda

Zinda hoon main tujhme
Tujhme rahoonga zinda
Tod ke sab zanjeere
Main azad parinda

Khaak se bana hoon main
Khaak hi ban jaunga
Seene mein leke aag main
Waqt se ladh jaunga

Khaak se bana hoon main
Khaak hi ban jaunga
Seene mein leke aag main
Waqt se ladh jaunga

Zinda hoon main tujhme
Tujhme rahoonga zinda
Tod ke sab zanjeere
Main azad parinda

Zinda hoon main tujhme
Tujhme rahoonga zinda
Tod ke sab zanjeere
Main azad parinda…

..............................................................................................................................
Singer: Vishal Dadlani
Music: Julius Packiam & Ali Abbas Zafar
Lyricist: Ali Abbas Zafar
Movie: Bharat 

Turpeya Lyrics – Bharat | Salman Khan | Sukhwinder Singh Nora Fatehi | Vishal & Shekhar

Lyricsworld37 is a searchable lyrics database featuring 1000000+ song lyrics from 20000 artists. Use Lyricsworld37 to find your favorite song


Turpeya Lyrics – Bharat


Char paise kamawan li
Main aaya ghar se door

Ghar se door main aaya lekin
Ghar na mujhse door

Ke ek mere batuye wich
Dil de mere batuye wich
Ab bhi ghar da photo…
Seena cheer ke check kar lena
Doubt jo koi ho to

Ke main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut zaroor

Ke main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut zaroor

Sab mil gaya
Par na mila
Ghar jaisa koi suroor
Main turpeya, main turpeya
Par jaana laut zaroor

Ho.. roz ki befikri, pardeshon mein nahi
Baat jhappi wali sandeshon mein nahi
Fursato bhara sama, haan milta hai yahan
Rishton mein garmahat waisi lagti yahan kahan

Haaye… chaar paise bachavann lei
Main turpeya, ho main turpeya
Hoye… Ghar pe khushi liyavann lei
Main turpeya, haye main turpeya

Maine yahan pe aake jaana
Thaune jaisa mulk begana
Kismat wala hai jo peeche
Mudd gaya, mudd gaya, mudd gaya..

Main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut zaroor

Ke main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut zaroor

Ho.. dhoop kheton ki wo
Yaadon mein hai abhi
Ek ladki jaisi, lagti thi wo kabhi
Garmiyan nigaah mein, meethi si adaa
Ab bhi hai apna dil uspe, pahle jaisa fidaa

Ooye.. yaar mujhko payawan layi
Main turpeya, main tur peya
Usko pass bhulawan layi
Main turpeya, ho main turpeya

Dekhe jagg de masti dere
Par woh dil mein basti mere
Yaad mein jiski yeh dil yoon hi
Bhar gaya, bhar gaya, bhar gaya..

Main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut zaroor

Ke main turpeya, main turpeya
Main turpeya ghar se door
Ke main turpeya, main turpeya
Par jaana laut zaroor

Main turpeya, main turpeya!
..........................................................................................................................
Singer: Sukhwindar Singh
Music: Vishal - Shekhar
Lyricist: Irshad Kamil
Movie: Bharat


Aaya Na Tu Lyrics – Bharat | Salman Khan | Jyoti Nooran | Salman Khan | Katrina Kaif | Vishal & Shekhar

Lyricsworld37 is a searchable lyrics database featuring 1000000+ song lyrics from 20000 artists. Use Lyricsworld37 to find your favorite song


Aaya Na Tu Lyrics – Bharat

Meri umeed na tooti
Na hausla mera toota
Natkhat aankho ka
Panghat aankho ka
Sookha hai bas tu jo rootha
Tu rootha..

Paana tha maine jo paya na paya na ki
Khule darwaze rakhaan
Rakhaan main daron pe ankhan
Aaya na, aaya na, aaya na tu

Khulle darwaze rakkha
Rakkha main taaron pe aankha
Aaya na, aaya na, aaya na tu (x3)

Aaa…
Main tanha bhatakta hoon
Mushkil ko hal karde
Jeena zamaane mein
Tu zara sa hal karde

Akhbaron mein bhi khushi ki
Khabar na miley
Laakhon sajdon se dil ko
Sabar na mile

Mud mud dekhu main
Kya tha kya hoon main
Hathon se apne hi chhoota, main toota

Tere bin jaane na koi bhi, mere dil ki
Dukh na kisi ko dassaan
Sachha rowan jhutha hassan
Aaya na, aaya na, aaya na tu

Dukh na kisi ko dassaan
Sachha rowan jhutha hassan
Aaya na, aaya na, aaya na tu

Hathon ki lakeeren dekha
Rahein dheere dheere dekha
Aaya na, aaya na, aaya na tu

Ho tumse agar-che toh
Kismat badal de tu
Mere muaamle mein
Aa zara dhakhal de tu

Paani paanchon driyaaon mein hai
Kam ho raha
Tere hone ka yakeen hai
Bharam ho raha

Chhod tadapna main
Kab tak sapna main
Dekhunga bolo
Toota, main toota

Mera kyun saathi na saya na tere hote
Haathon ko uthai jaawan
Rowan ya main gaayi jaawan
Aaya na, aaya na, aaya na tu

Hathon ki lakeeren dekha
Rahein dheere dheere dekha
Aaya na, aaya na, aaya na tu

Dukh na kisi ko dassaan
Sachha rowan jhutha hassan
Aaya na, aaya na, aaya na tu

Aaya na tu… (x3)
.................................................................................................................................................................
Singer: Joti Nooran
Music: Vishal - Shekhar
Lyricist: Irshad Kamil
Movie: Bharat 

Thap Thap Lyrics – Bharat | Salman Khan | Sukhwinder Singh | Salman Khan, Katrina Kaif | Vishal, Shekhar

Lyricsworld37 is a searchable lyrics database featuring 1000000+ song lyrics from 20000 artists. Use Lyricsworld37 to find your favorite song


Thap Thap Lyrics – Bharat

Rakh seene mein tera
Wada jiya re
Poori zindagi main toh
Aadha jiya
Tu mera dard na jaane…

Aa ke laga le, tu gale
Toh maine dard bhulane
Dhak dhak, dhak dhak
Dil ka charkha aas ke rang dikhave
Re kaun sa aisa rasta hai jo
Mujh tak tujhko lave

Ki thap thap
Ki thap thap dholak di ghar bulave
Ki thap thap roz hi birha gaave
Ki thap thap
Dholak tan ki dhamaal karti
Pal pal tera khayal karti
Thap thap karti dhamaal karti

Haaye..
Hey ki thap thap
Ki thap thap dholak di ghar bulave
Ki thap thap roz hi birha gave
Ki thap thap
Dholak tan ki dhamaal karti
Pal pal tera khayal karti

Rabba sun le duayein meri
Yun jeete ji na maar mujhko
O ho Rabba sun le duayein meri
Yun jeete ji na maar mujhko
Kya karni khudai maine teri
Milaya na jo yaar mujhko

Ho…

Dhak dhak, dhak dhak
Dil ka charkha ghoom ke ruk na jaaye
Ki sham ho gayi mujhse lambe
Ho gaye hain mere saaye

Ki thap thap
Ki thap thap dholak di ghar bulaave
Ki thap thap roz hi birha gave
Ki thap thap
Dholak tan ki dhamaal karti
Pal pal tera khayal karti
Thap thap karti dhamaal karti

Haaye..
Hay ke thap thap
Ki thap thap dholak di ghar bulaave
Ki thap thap roz hi birha gave
Ki thap thap
Dholak tan ki dhamaal karti
Pal pal tera khayal karti
.................................................................................................................................
Singer: Sukhwindar Singh
Music: Vishal - Shekhar
Lyricist: Irshad Kamil
Movie: Bharat

Bekhayali Lyrics – Kabir Singh | Shahid Kapoor, Kiara Advani |Sandeep Reddy Vanga | Sachet-Parampar

Lyricsworld37 is a searchable lyrics database featuring 1000000+ song lyrics from 20000 artists. Use Lyricsworld37 to find your favorite song



Bekhayali Lyrics – Kabir Singh

Hmm…
Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye
Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi
Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye

Main jo tumse door hoon
Kyun door main rahoon
Tera guroor hoon
Aa tu faasla mita
Tu khwaab sa mila
Kyun khwaab tod doon

Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
Kyun judaai de gaya tu ye sawaal aaye
Thoda sa main khafa ho gaya apne aap se
Thoda sa tujhpe bhi bewajah hi malaal aaye

Hai ye tadpan, hai ye uljhan
Kaise jee loon bina tere
Meri ab sab se hai ann ban
Bante kyun ye Khuda mere

Hmm…
Ye jo log baag hain
Jungle ki aag hain
Kyun aag mein jalun
Ye nakaam pyaar mein
Khush hai yeh haar mein
Inn jaisa kyun banun

Raatein dengi bata
Neendon mein teri hi baat hai
Bhoolun kaise tujhe
Tu toh khayalon mein saath hai

Bekhayali mein bhi tera hi khayal aaye
Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye

Nazar gira de har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hai

Nazar gira de har ik manzar
Ret ki tarah bikhar raha hai
Dard tumhara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hai

Aa zamaane aazma le roothta nahi
Faaslon se hosla ye tootta nahi
Naa hai woh bewafa, aur na main hoon bewafa
Woh meri aadaton ki tarah chhootta nahi

..............................................................................................................................
Singer: Sachet Tandon
Music: Sachet - Parampara
Lyricst: Irshad Kamil
Movie: Kabir Singh

Tujhe Kitna Chahne Lage Lyrics – Kabir Singh | Arijit Singh | Mithoon Feat. Arijit Singh | Shahid Kapoor, Kiara Advani

Lyricsworld37 is a searchable lyrics database featuring 1000000+ song lyrics from 20000 artists. Use Lyricsworld37 to find your favorite song


Tujhe Kitna Chahne Lage Lyrics – Kabir Singh

Dil ka dariya beh hi gaya
Ishq ibadat ban hi gaya
Khud ko mujhe tu sonp de
Meri zaroorat tu ban gaya

Baat dil ki nazron ne ki
Sach keh raha, teri kasam
Tere bin ab na lenge ik bhi dam
Tujhe kitna chahne lage hum

Tere bin ab na lenge ik bhi dam
Tujhe kitna chahne lage hum
Tere sath ho jayenge khatam
Tujhe kitna chahne lage hum

Baat dil ki nazron ne ki
Sach keh raha, teri kasam
Tere bin ab na lenge ik bhi dam
Tujhe kitna chahne lage hum
Tere sath ho jayenge khatam
Tujhe kitna chahne lage hum
Tujhe kitna chahne lage hum

Iss jagah aa gayi chahatein ab meri
Chheen lunga tumhe saari duniya se hi
Tere ishq pe haan, haq mera hi toh hai
Keh diya hai ye maine mere Rab se bhi

Jis raste tu na mile
Us pe ho mere kadam

Tere bin ab na lenge ik bhi dam
Tujhe kitna chahne lage hum
Tere sath ho jayenge khatam
Tujhe kitna chahne lage hum
Tujhe kitna chahne lage hum

Oh… Oo… Oh…
Tujhe kitna chahne lage hum
............................................................................................................................
Singer: Arijit Singh
Music: Mithoon
Lyricst: Mithoon
Movie: Kabir Singh

Mere Sohneya Lyrics – Kabir Singh | Shahid Kapoor , Kiara Advani, Sandeep V | Sachet - Parampara | Ir

Lyricsworld37 is a searchable lyrics database featuring 1000000+ song lyrics from 20000 artists. Use Lyricsworld37 to find your favorite song


Mere Sohneya Lyrics – Kabir Singh

Ban than ke mutiyara aaiyan
Aaiyaan patola banke
Kanna de vich peepal pattiyan
Baahi chooda khanke

Ban than ke mutiyara aaiyan
Aaiyaan patola banke
Kanna de vich peepal pattiyan
Baahi chooda khanke

Mere sohneya sohneya ve
Ve mahi mera kitthe naiyo dil lagna
Mere sohneya sohneya ve
Ve mahi mera kitthe naiyo dil lagna

Maahi…
Jaavin chhod ke na
Tere naal rehna ve
Tu singar mera
Tu ae mahi gehna ve

Jaavin chhod ke na
Tere naal rehna ve
Tu singar mera
Tu ae mahi gehna ve haaye

Turi hai bairi
Jinna tu mera
Ohni main teri…

Mere sohneya sohneya ve
Ve mahi mera kitthe naiyo dil lagna
Mere sohneya sohneya ve
Ve mahi mera kitthe naiyo dil lagna

Ho haaye
Tera rasta ve
Nange pair turna ve
Tu hai naal mere
Taan main kyu ae darna ve

Tera rasta ve
Nange pair turna ve
Tu hai naal mere
Taan main kyu ae darna ve haaye..

Dono ne rona
Dono ne hassna
Sab nu ae dassna

Mere sohneya sohneya ve
Ve maahi mera kitthe naiyo dil lagna
Mere sohneya sohneya ve
Ve maahi mera kitthe naiyo dil lagna

Ve maahi mera kitthe naiyo dil lagna
Ve maahi mera kitthe naiyo dil lagna

Ban than ke mutiyara aaiyan
Aaiyaan patola banke
Kanna de vich peepal pattiyan
Baahi chooda khanke

Ban than ke mutiyara aaiyan
Aaiyaan patola banke
Kanna de vich peepal pattiyan
Baahi chooda khanke

.............................................................................................................................................................
Singer: Sachat Tandon & Parampara Thakur
Music: Sachet - Parampara
Lyricst: Irshad Kamil
Movie: Kabir Singh

Kaise Hua Lyrics – Kabir Singh| Shahid Kapoor, Kiara Advani, Sandeep V | Vishal Mishra, Manoj Muntashir

Lyricsworld37 is a searchable lyrics database featuring 1000000+ song lyrics from 20000 artists. Use Lyricsworld37 to find your favorite song


Kaise Hua Lyrics – Kabir Singh

Hansta rehta hoon
Tujhse mil kar kyu aajkal

Badle badle hain
Mere tevar kyun aajkal
Aankhein meri har jagah
Dhoondhe tujhe bewajah
Yeh main hoon ya
Koi aur hai meri tarah…

Kaise hua, kaise hua
Tu itna zaroori, kaise hua (x2)

Main baarish ki boli samajhta nahi tha
Hawaaon se main yun ulajhta nahi tha
Hai seene mein dil bhi
Kahan thi mujhe ye khabar

Kahin pe ho raatein
Kahin pe savere
Awargi hi rahi saath mere
Thehar ja, thehar ja
Ye kehti hai teri nazar

Kya haal ho gaya hai yeh mera
Aankhein meri har jagah
Dhoondhe tujhe bewajah
Ye main hoon ya
Koi aur hai meri tarah

Kaise hua, kaise hua
Tu itna zaroori, kaise hua (x3)

.......................................................................................................................
Singer: Vishal Mishra
Music: Vishal Mishra
Lyricst: Manoj Muntashir
Movie: Kabir Singh