20/07/2020

Aaya Re Thackeray Lyrics – Thackeray | Nawazuddin Siddiqui Amrita Rao Nakash Aziz

Lyricsworld37 is a searchable lyrics database featuring 1000000+ song lyrics from 20000 artists. Use Lyricsworld37 to find your favorite song


Aaya Re Thackeray Lyrics – Thackeray

Hey…
Aaya, aaya dekho, aaya masiha
Sabke dil pe chaaya hai
Dharti ambar sara samandar
Dikhta uska saya hai..
Hoo…
Aaya, aaya dekho, aaya masiha
Sabke dil pe chaaya hai
Dharti ambar sara samandar
Dikhta uska saya hai..
Fankaar hai woh
Damdaar hai woh
Are choo kar na dekho aangaar hai woh
Kahta hai har koi saare zamaane pe Thackeray
Aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re
Are kahte hai, kahte hai, kahte hai usko Thackeray (x2)
Hey…
Dar par joh uske aaye sawali
Khaali kabhi woh na jaata
Joh bhi kahta hai karke dikhaata
Wada woh hardam nibhata
Hey..
Hathon mein kanthi maala hai uske
Andaaz uske niraala
Surat na dekhe, dekhe jarurat
Sabka hai woh rakhwaala
Dildaar hai woh
Are lalkaar hai woh
Sabke dilon ka sardaar hai woh
Kahta hai har koi karne na dega woh paap re…
Aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re
Are kahte hai, kahte hai, kahte hai usko Thackeray (x2)
Hey..
Haisabko honthon pe uski kahani
Duniyaan hai uski diwani
Chhote se kad mein himmat hai itni
Jitna samandar mein pani
Hey..
Takat ka shohrat ka woh khajana
Chalta hai peechhe zamana
Uski nazar se bachta na koi
Aisa hai uska nishana
Khuddar hai woh
Sarkar hai woh
Toote dilon ki patvaar hai woh
Mitt na sakegi aisi hai uski chhap re
Aaya re, aaya re, aaya re sabka baap re
Are kahte hai, kahte hai, kahte hai usko Thackeray (x3)
Oo.. oo.. o..
..........................................................................................................
Song Credit:
Singer: Nakash Aziz
Music: Rohan Rohan
Lyricist: Dr. Sunil Jogi
Movie: Thackeray

No comments:

Post a Comment